Afsos Hai Mujhe Teri BewafaiAfsos Hai Mujhe Teri Bewafai

Ka Aye Jaan E Sitamgar

Tere Dil Se Dil Ko Joda Tha Maine

Hazaron Dil Todkar

Badi Shiddat Se Chaha Tha TujheKi Fanaa Ho Gaye ARIF

Kya Itni Bedardi Se Bhi Jaata Hai

Koi Pyaar Ko Apne Yun Majhdhaar

Mein Chodkar..

Muhammad Arif Cheetal
Muzaffarnagari

Tags: , , , , ,

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *