Gunah Galti
Gunah Galti Shayari in Urdu for your friends. Gunah Galti poetry , ghazal , poem and sher o shayari in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Gunah Galti shayari Collection Online. All latest Gunah Galti & Urdu Shayari, Hindi Shayari 2015, Urdu Poetry, SMS, Sad Shayari, Romantic Poetry sms, Ghazals & Shair o Shayari SMS on Paperpk.com/Shayari
Zabt Karte Hain Aah Karte Hain,
Zindagi U Hi Tabah Karte Hain,
Raoze Mahsher Ka Khauf Hai Phir Bhi,
Darr Darr K Hum Gunah Karte Hain..!!!
aankh pyasi hai koi manzar de is jazire ko bhi samandar de apana chehara talash karana hai gar nahi aaina to patthar de band kaliyon ko chahiye shabanam in chiragon mein roshani bhar de pattharon ke saron se karz utar is sadi ko koi
Wo Jo Apna Tha Humse Hai Khafa, Pata Nahi Kis Se Huyi Thi Kya Khata, Be-Wajah Dil Nahi Tut-Taa Kisi Ka, Tum The Ya Hum The Bewafa Share By : Diksha Mahajan
Wo Mera Hai To Wo Mujhse Door Kyun Hain? Door Rehkar Jeene Ko Hum Majboor Kyun Hain? Gunah(Pyar)Hum Dono Ne Kiya Tha Ek Jaisa, To Mera Kasoor Kyun Hai Aur Wo Bekasoor Kyun Hai..
Aaj Yeh Tanhai Ka Ehsaas Kuch Hadd Se Zyada Hai Tere Sang Na Hone Ka Malaal Kuch Hadd Se Zyada Hai Phir Bhi Kaat Rahe Yeh Jiye Jane Ki Saza Yehi Sochkar Shayad Is Zindagani Mein Mere Gunaah Kuch Hadd Se Zyada Hai If
Aasoo Aa Jate Hain Ankhon Me Rone Se Pehle Her Khwab Toot Jate Hain Sone Se Pehle Ishq Hai Gunah Ye To Samajh Gaye Kaash Koi Rok Leta Ye Gunah Hone Se Pehle
Khuda Ka Wasta Khod Ko Kam Nazar Na Karna Jo Tara Sath Ne De Os Ko Hamsafar Na Karna Jo Bhi Galti Tum Se Howi So Howi Ya Nadani Dobara Ab Umro Bar Na Karna
Suhani Raaton Ki Chandni Mein Kabhi Na Tum Be-Naqaab Aana Main Dil Pe Qaaboo To Kar Sakoon Ga Nigah Shayid Gunah Karde