Majboor Shairy
Majboor Shairy is for those who are majboor and cannot find the solution. Majboor Shayari or poetry will show your sadness and need to meet
aah ko chahiye ik umr asar hone tak
kon jeeta hai teri zulf ke sar hone tak
aashiqi sabr talab aur tamanna betab
dil ka kya rang karun khun-e-jigar hone tak
hum ne mana ke tagaful na karoge lekin
Kitne Majboor Hain Takdeer Ke Hathon.. Na Use Pane Ki Aukat Rakhte Hain Aur Na Use Khone Ka Hosla …
Maine Rab Se Kaha Wo Chhod K Chali Gyi Mujhe Pta Ni Uski Kya Majburi Thi Rab Ne Kaha Isme Uska Koi Kasur Ni Ye Kahani To Maine Likhi Hi Adhuri Thi
Karne Ko Majboor Ho Jate Hai Kabhi Sapne Choor Ho Jate Hai Halat Se Pyar B Door Ho Jate Hai, Par Ye Yaade Kambakt Itna Satati Ha Ki, Tume Yaad Karne Ko Majboor Ho Jate Hai
Mana K Majburi Thi, Fasla Bahut Tha Bhut Doori Thi, Kbhi Sochta Hun Bewafa Hain Wo,Kbhi Sochta Hun Mari Lakeeren He bThi…
Aap Ne Majboor Kar Diya, Jane Kyun Khud Se Door Kar Diya, Ab Bhi Yehi Sawal Hai Dil Me, Ham Ne Kya Aisa Kasoor Kar Diya..
Pyar Se Pyari Koi Majboori Nahi Hoti, Kami Apno Ki Kabhi Poori Nahi Hoti, Dilon Ka Alag Hona Ek Alag Baat Hai, Nazron Se Door Hona Koi Doori Nahi Hoti.
Yaaron Khud Ka Dil Na Dukhana Kabhi Bhi Aazmayish Ko Had Se Na Guzarna Dosti Ki Bhi Majbooriyan Hoti Hain,Insaan Ki Bhi Ise Samajhna Bhoole Se Bhi Ghalat Na Hume Thehrana
Aapki Muskan Hamari Kamzori Hai Keh Na Pana Humari Majboori Hai Aap Kyun Nahi Samajhte Is Khamoshi Ko Kya Khamoshi Ko Bhi Zuban Dena Zaroori Hai
Teri Tishnagi Mein Choor Hain Hum Aaj Tak Nahin Kaha Aapse To Ye Mat Samajhna Maghroor Hain Hum Ho Na Jao Aap Door Humse Bas Isi Baat Ko Lekar Majboor Hain Hum