Talash Poetry
Talash Poetry Shayari in Urdu for your friends. Talash Poetry poetry , ghazal , poem and sher o shayari in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Talash Poetry shayari Collection Online. All latest Talash Poetry & Urdu Shayari, Hindi Shayari 2015, Urdu Poetry, SMS, Sad Shayari, Romantic Poetry sms, Ghazals & Shair o Shayari SMS on Paperpk.com/Shayari
Pyar Ki Talash Me Nikla♥♥,,
Us Dagar Pe Ja Pahucha Jaha,,
Ek Taraf Jindgi Thi To Ek Taraf Maut.,,
Phir Socha Pyar♥♡♥ To Mila Nii Sabse Achhi Maut..:'(
Meri Nazron Ko Aaj Bhi Talash Hai Teri
Binaa Aapke Khushi Bhi Udas Hay Meri
Khuda Say Mangaa Hay Tu Sirf Itnaa
Marney Say Phaley Aapsey Molaakat Ho Meri..!!
Teri Aarzoo Ki Tapish Mein,
Mere Sare Jazbat Pighal Gaye,
Tune Humein Dhundne Ki Koshish Hi Nhi Ki,
Or Hum Teri Talash Mein Door Tak Nikal Gaye…
Wo gulfarosh kahan ab gulab kis se lun nahi raha mera saqi sharab kis se lun teri talash mein is umr-e-mustu’ar ke saal jo rayegan gaye un ka hisab kis se lun hayat khud hai saval aur khud javab apna saval kis se karun
Tum bhi khafa ho log bhi beraham hain dosto ab ho chala yaqin ke bure hum hain dosto kis ko hamare hal se nisbat hai kya karen aankhen to dushmanon ke bhi purnam hain dosto apne siva hamare na hone ka gham kise apni
Tum aaye ho na shab-e-intazar guzri hai talash mein hai sahar bar bar guzri hai junun mein jitani bhi guzri bakar guzri hai agarche dil pe kharabi hazar guzri hai hui hai hazarat-e-naseh se guftagu jis shab wo shab zarur sar-e-ku-e-yar guzri hai wo
Teri talash mein hum jab kabhi nikalate hain ik ajanabi ke tarah raste badalate hain daraz ho gam-e-hijran ki hasil-e-hijran wo hausalen hain jo aagosh-e-gam mein palate hain rava nahi hai gam-e-ishq is qadar bhi garur tere bagair bhi duniya ke kam chalte hain
Tere qarib rahun ya ki dur jaun main hai dil ka ek hi aalam tujhi ko chahun main main janata hun wo rakhta hai chahaten kitni magar ye baat use kis tarah bataun main jo chup raha to samajhega badguman mujhe bura bhala hi
Tere gham ko jan ke talash thi tere jan-nisar chale gaye teri reh mein karte the sar talab sar-e-rah-guzar chale gaye teri kaj-adai se har ke shab-e-intazar chali gai mere zabt-e-hal se ruth kar mere gam-gusar chale gaye na saval-e-vasl na arz-e-gam na hikayaten
Raat ke besukun khamoshi mein ro raha hun ki so nahi sakata rahaton ke mahal banata hai dil jo aabad ho nahi sakata dur shama-e-khayal ke manind shama vadi ke jhilmilati hai yas ke beqaran andhere mein ek umid muskurati hai dur parabat ke
Small But True Saying..!! Wo Shakhs 1 Choti Si Bat Pe Yu Rooth Ke Chal Dia.. Jese Use Sadiyo Se Kisi Bahane Ki Talash Thi…..
Yeh Zara Zara Si Baat Per Tarha Tarha Ka Azaab Kiyon? Jo Kisi Say Bhi Khafa Na Ho Mujhey Us Khuda Ki Talash Hai Mujhey Laghzishon Pay Her Ghari Koi Tokta Hay Baar Baar Jisay Ker K Dil Ko Dukh Na Ho Mujhey Us
Ajeeb Hijar Parasti Thi Us Ki Fitrat Main Shajar K Tuutey Patty Talash Krta Tha Tamam Raat Wo Parde,Hata K Chaand K Saath Jo Kho Gaye Wo Lamhe,Talaash Kerta
Main Udas Rasta Hon Sham Ka ,Mujhay Ahaton Ki Talash Hai Ye Sitaray Sab Hain Bujhay Bujhay ,Mujhay Jugnuon Ki Talash Hai Wo Jo Ek Darya Tha Aag Ka Wo To Raasto Se Guzar Gaya Mujhe Kab Se Rait Ke Shahar Mein Nai Barishoo
Mere Paoon Chalni Hoe Magaar Kahin Ruk Saka Na Mera Safar Meri Narsaii K Hath Maain Na Chiragh Hai Na Koi Hunar Kisi Raste Ki Talash Main Hai Lahoo Lahoo Meri Chashm-E-Tar Meri Bebasi K Azab Main Ae Mere Khuda Mere Mautabar Koi Hamsafar