zeher urdu shayari
zeher urdu shayari shayari sms in Urdu for your friends. zeher urdu shayari poetry , ghazal , poem and sher o shayr in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line zeher urdu shayari shayari Collection Online.
Baheti Hui Naadi Mein Unka Peaas Hain Jalti Hui Shama Mein Unki Gharmi Ka Ehesaas Hain Kisi Aur Ke Saath Ghar Basa Liya Humne Seene Mein Basi Wahi Bewafa Pyar Ka Zeher Ki Raas Hain…
Gunah Karke Saza Se Darte Hai Zehar Pee k Dawa Se Darte Hai Dushmano k Sitam Ka Khauff Nahi Hum Toh Doston Ki Wafa Se Darte Hain,
Aapko Bhule Vo Nazar Kaha Se Layein Kisi Aur Ko Chahe Vo Jigar Kaha Se Layein Reh Nahi Sakte Aapke Bina Uff Bhi Na Nikle Vo Zehar Kaha Se Layein
Kambkt Ishq Ne Aaj Muje Rula Diya, Jis Pe Marta Tha Usne Hi Bhula Diya, Me Bhi Uski Yaad Bhulane K Liye Pita Gaya, Ek Din Zalim Ne Usme Bhi Zehar Mila Diya.”
Dilwalo Kya Dekhte Ho Manzar Mere Deewaanepan Ka, Unki Yaado Me Ab Tak Madhosh Hua Baitha Hu, Kaise Jeeta Hu Zehar Judaai Ka Pee K, Ye Jaa K Kisi Har Din Marne Wale Se Poocho….
Apno Ne Zehar Ka Jaam De Diya, Gairoon Nay Bewafa Naam De Diya, Jo Kehte The Hame Bhool Na Jana, Unhi Ne Bhoolne Ka Paigam De Diya.
Ishq Ne Hume Rula Diya Jis Per Marte The Usne Hi Hame Bhula Diya Hum To Unki Yadon Mein Hi Jee Laitay, Magar Unhone To Yaadon Mein Hi ZEHER Mila Diya
Sanam Ne Diya Zeher Toh Hum Has Ke Nigal Gaye Jab Hum Na Mare, To Humko Hi Humara Humshakal Keh Gaye!!!!!
Nafrat Thi Humse To Pyar Kyon Kiya? Dena Tha Zeher To Ikraar Kyon Kiya? Deke Zeher Ab Kehte Ho Ke Peena Hi Hoga, Aur Jab Pee Gaye, To Kehte Ho Ki Ab Jeena Bhi Hoga
Tere Jaan Pichhon Haal Ki Bna Leya Labhda Si Phull Hath Kandeya Nu Pa Leya Dil Di Pyaas Nu Bujhaun De Khyaal Wich Paani De Bhulekhe Zehar Bullan Nu La Leya
Paimanon Se To Ye Gam Ab Bhulaya Hi Na Jayge Sharab Kaam Na Aayi,Paimanon Mein Zahar Leta Gaya Manzil To Samne Thi Par Hamsafar Hi Na Tha Manzilen Baanta Gaya Aur Safar Leta Gaya Jismon Ki Mitti Ki Asli Rangat Saamne Aati Hai Ab
Zehar Deta Hai Mujhe Koi Dawa Deta Hai Jo Bhi Milta Hai Mere Ghum Ko Badha Deta Hai Kyun Sulagti Hian Mere Dil Main Purani Yaadein Kaun Bujhete Hue Sholon Ko Hawaa Deta Hai Haal Hans Hans Ke Bulata Hai Kabhi Baahon Main Kabhi
Baheti Hui Naadi Mein Unka Peaas Hain Jalti Hui Shama Mein Unki Gharmi Ka Ehesaas Hain Kisi Aur Ke Saath Ghar Basa Liya Humne Seene Mein Basi Wahi Bewafa Pyar Ka Zeher Ki Raas Hain….
Dil Rakhnay Ko Haan Mat Keh Ab Nafrat Zeher Pila Bhi De Mat Kar Sood Bhari Yeh Batien Dil Kar Karz Chuka Bhi De Mein Sha’ir Afkar Ki Dolat Mera Kul Sarmaya Hia Tu Sikon Ki Dewani Hia Apna Kaam Dikha Bhi De Chahat
Piyaas Aisi Ke Pee Jaon Samunder Saaray Faraz Naseeb Aisa Ke Muyassar Zeher Bhi Nahi…