Woh Hamara Hai Is Tarah Se FaizWoh Hamara Hai Is Tarah Se FaizQurab K Na Wafa K Hotey Hain.
Sare Jhagre Anna Ky Hotey Hain.

Baat Niyaat Ki Sirf Hy Warnna.
Waaqt Sare Duaa Ky Hotey Hain.

Bhool Jaate Hain, Maat Buraa Kehnna.
Log Putley Khata Ky Hotey Hain.

Woh Bazaahir Ju Kch Nhi Lagty.
Un Sy Rishty Balaa Ky Hote Hain.

Woh Hamara Hai Is Tarah Se Faiz.
Jaisy Bandy Khuda Ky Hotey Hain….!!!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *