Yehi zindagi k usool hai
Yehi zindagi k usool hai
Joo bichar gaya osy bhool ja,
Joo mila hai dill sai laga k rakh
Joo nhin mila osy bhool ja,
Na woh dhoop tha
Na woh chandni,
Na chiragh tha
Na woh roshni,
Woh khayal tha koe khowab tha
Woh tha aaina osy bhool ja,
Woh jo tery dill k qareeb tha
Woh na jany kis ka naseeb tha,
Tujhy hans k os nai bhula diya
Tu bhi muskura kar osy bhool ja.
Latest Comments
Zhk is my name
Blue is my nick name
Islam is my life
I am Pakistani Rose
& die for nation is my fashion.
kitna tum dur rakte ho khud ko, ainae se…
zara hame paas rakte , chiraag ke chau mae.
ye bhi kya baat huyi, sachchayi ko na dekh sake..
baehoshi ki haalat mae, sab samajh gaye.
aankho sae ansu pochtae hai, gham chipane ko….
isme kya raaz hai, ye khuda hi jane.
Yehi zindagi ka usool hai
Jo bichar gaya osy bhool ja,
Jo mila hai dil sai laga k rakh
Jo nhin mila osy bhool ja,
Na woh dhoop tha
Na woh chandni,
Na chiragh tha
Na woh roshni,
Woh khayal tha koi khowab tha
Woh tha aaina osy bhool ja,
Woh jo tery dil k qareeb tha
Woh na jany kis ka naseeb tha,
Tujhy hans k os nai bhula diya
Tu bhi muskura kar osy bhool ja.
i need poet name and book name of this poetry