Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

messages

Sanjh Pauni Aa Taan Ruhan Di Paa Sajna

Posted in urdu poetry by Rizwan

Sanjh Pauni Aa Taan Ruhan Di Paa Sajna
Jism Taan Bajaraan Ch V Mull Vikdey Ne

 

Eid Ul Adha Funny Shayari

Posted in Eid Shayari by Rizwan

Na Dehkne Ki Umeed Hogi,,

Na Milne Ki Bt Hogi,

:
Ab Tafseel Se Bat Jis Se B Hogi,

Bakra Eid K Baad Hogi 😛

 

बारिशोँ को तो फिर भी धरती की

Posted in Patriotic Shayari by Rizwan

बारिशोँ को तो फिर भी धरती की

बाहोँ का सहारा मिल जाता है मगर

उनका क्या जिनकी हर आस अधूरी

रह जाये हर प्यास अधूरी रह जाये।

Eid Ul Adha Shayari Mms

Posted in Eid Shayari by Rizwan

Eid Ul Adha Shayari Mms

Saal Mein 1 Baar Aati Hai Eid

Posted in Eid Shayari by Rizwan

Saal Mein 1 Baar Aati Hai Eid

Khushiyan Hazar Lati Hai Eid

Momin Ke Liye Tohfa Hai Eid

Bachchoo Ke Liye Eidi Hai Eid

Allah Ki Ata Or Inam Hai Eid

Hr Aik Ko Mubrk Ho Ye Pyari Si Eid

 

Mubarak Ho Tum Sab Ko Haj Ka Mahina

Posted in Islamic Poetry by Rizwan

Mubarak Ho Tum Sab Ko Haj Ka Mahina
Na Thi Meri Qismat Ke Dekhna Medina,

Madine Wale Ko Mera Salam
Dena Mera Salam Dena…!!!

Hajj Mubarak…!!!

Hajj Shayari in Urdu

Posted in Islamic Poetry,Islamic Shayari by Rizwan

Aik Bar Tu KABA Dekhun Mein
Aik Aas Lagaye Betha Hoon,
Aik Bar Tu KABA Dekhun Mein,
Us Shehar Ki Pur Kaif Hawaon Mein,
Aik Bar Tu Jeena Dekhun Mein,
Pyasa Hun Aab-e-Zam Zam Ka,
Aik Bar Tu Pee K Dekhun Mein,
Phir Chahe Hosh Gawa Bethun,
Bus Aik Baar MADINA Dekhun Mein.
(AAMEEN)
Hajj Mubarak..?

Hajj Mubarak MMS

Posted in Islamic Poetry by Rizwan

Hajj Mubarak MMS

Hajj Mubarak to all Muslims

Posted in Islamic Poetry by Rizwan

i.
[“]       ,j,
[“]   ,-”””‘-, .i.
,[“],,(,,,,,,,,,,),,[‘”]¡,
¡”x”¡”x”¡”x”¡”x”¡”x”¡

“HAJJ  MUBARAK”.

Aap Ke Sine Me Jo Dil Hai Wo Hindustani Hai

Posted in Patriotic Shayari by Rizwan

Aap Ke Sine Me Jo Dil Hai Wo Hindustani Hai

Or Hindustani Dil Kbhi Aawara Nhi Hota

Yeh Chahta Tu Sari Dunya Ko Hai

Mgr Mitta Kisi Hindustani Par Hai..

Qadar Jani Na Jab Paas Raha

Posted in Dukh-o-Dard by Rizwan

Qadar Jani Na Jab Paas Raha

Door Hun To Sadahein Deta Hai..

Kon Bewafa

Posted in Bewafa by Rizwan

.@kon bewafa @
Ek larki thi masom si is duniya se
dari dari na pyar kbhe kiya tha na
pyar kbhe krna chahti thi phr kuch
waqt aisa aya wo rotey hwe rab se
kuch mang rahi thi ay khuda tune sb mujhe diya ek dost humsafar
pyar q nhe diya us ne apni ankhen
bnd ki phr kuch awaz ai us ne uth k
upar se dkha to ajnabi akela ek
larka khara tha par us larki ne gor
nhe kiya 2sre din wo waps dikha use phr achanak larka pas aya khat
diya us larki ko wo dar gai jahan us
ne rab se manga wo usi jaga jakr
beth gai phr parha phr dosti hoi
asta asta larki ko pyar hwa larka
kbhe samjha nhe use mazak laga larki kuch kehti thi to us ka jawb 2
din 2 ghante k bd ata hai larki ko
laga wo use tang krti hai phr larki
ne guse me bola @|! Tm kuch
samjhtey nhe agr dil bhar gaya to
bta do q mujhe tarpa reh ho larka bi guse me jo aya bolta gaya achanak
bola i love you larki heran ho gai
larki yehi chahti thi k mujhe or kuch
nhe chahye ek i l u bola kro larka
gusa ho gaya us ne bolna chor diya
kaha k jo tm chahti ho wo me nhe bol sakta larki asta asta dor chali gai
q k larka na use pyar karta tha na
kuch samjhta tha akeli rab se khafa
ho gai us ne rab se kuch mangna
chor diya ye ksa khuda hai jo mujhe
mera pyar dtey bi majbor hai phr waqt badla larki nhe bhul pai use
larka jb bi dikha khush hasta hwa
ye ksa pyar hai us larkey ka numbr
he tha jo wo apne dil me rakh k
bethi rhi kuch sal ho gay larkey ne
yad tak nhe kiya larki ne wada kiya ek din usi jaga pe jaungi usi rishtey
ki shurwat hogi jb wo gai to wo
larka kahen nhe dikha usi jaga ek
chota bacha dikhta tha roz larki ne
socha jb bi me use yad karti hn ye
bacha q ajata hai samne ek dafa wo bacha us k pas aya us ne pyar kiya
gale lagaya phr jb kisi larki se pocha
ye kn hai q mere samne ata hai ye
usi ka bacha hai larki heran ho gai
ye aisa kse ho sakta hai dukha diya
jb me itna intzr kr sakti hn to wo q nhe kal bi wo bewafa tha aj bi bs ek
br dil se sach bta dta har bt us ne
jhot boli jhoti kasme jhote wade aj
kehta hai k wo larki me himat nhe S zindagi

Jhuki Nazron Se Pyar Mat Karna

Posted in Nazron by Rizwan

Jhuki Nazron Se Pyar Mat Karna

Nazar Utha Kar Inkar Mat Karna

Raat Bhar Rotey ho Kisi Ki yaadon Mein

Aur Dosroon Se Kehte Ho Pyar Mat Karna

Moat Shayad Isi Ko Kehte Hain

Posted in Sad Shayari by Rizwan

Moat Shayad Isi Ko Kehte Hain

 

….Sahil….

 

Dill Ab Khwahishen Nhi Karta..

Political Funny Shayari

Posted in Funny Shayari by Rizwan

Political Funny Shayari

Ayub Khan: Meri Ghalti Thi Ke Mein Ne Bhutto Ko Apna Dost Bana

Bhutto: Meri Ghalti Thi Ke Mein Ne Ziya Ko Chief Bana

Ziya: Meri Ghalti Thi Ke Mein Ne Nawaz Ko Apna Beita Bana

Nawaz Sharif: Meri Ghalti Thi Ke Mein Ne Musharraf Ko Chief Bana

Musharraf: Meri Ghalti Thi Ke Mein Ne Benazir Ko Wapda Ane Ki Ijzat Di

Benazir: Meri Ghalti Thi Ke Mein Ne Asif Zardari Se Shadi Ki

Hahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahaha

DON Kabi Ghalti Nahi Karta… :V 😛