Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

messages

Din Mein 5 time Namaz Parhne ko Apni Aadat Bana Lo

Posted in Islamic Poetry,Islamic Shayari by Rizwan

Din Mein 5 time Namaz Parhne ko Apni Aadat Bana Lo
Sirf yeh sochh Kr keh kiya pata keh yeh Azan Tum Aakhri Baar Sun rhe ho?
Kya pata Tumhara Raab Tumhein Aakhre baar Pukar Raha Hay?

90% log Tum Mein sy ise fwd nhi krte.
ALLAH TALLAH frmate hai keh agr Tum apne Logo k Samne
Mujhe Radd Karoge to Mein Tumhein Apne nazar mein Radd kr Dunga!

Hamare Pyare Nabi Pak (S.A.W) Ki Juma Ki Sunnatain

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

Hamare Pyare Nabi Pak (S.A.W) Ki Juma Ki Sunnatain
Achaa Libaas Pehnna
Ghusaal Krna
Khushbu Lagna
Miswak Karna
Surma Lagna
Sura Kahf Ki Tilawaat Karnaa
Agr Kisi Or Ko Bhi Batain Tu, Ajar Milega.
Jumma Mubarak to You & All Your Family….

 

Ramzan Second Jumma Mubarak

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

// + * . + .
¡””¡ _.-’-._ + (+
¡””¡ (”””””‘) + + *
Mah E Ramadan ,*
*, “,*
*”
Ka 2nd “JUMMA””*MUBARAK HO*
GooD MorninG

Kisi Ki Galtiyan Dil Mein Rakhne Ke Bajaye

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

Kisi Ki Galtiyan Dil Mein Rakhne Ke Bajaye

Darguzar Karna Seekho Q K Tum To

Apne Parwardigar Se Yehi Umeed Rakhtay Ho…!!!

Taiz Dhoop Ki Tapish Tumko Satayegi

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

Taiz Dhoop Ki Tapish Tumko Satayegi

Bhook Piyas Ki Shiddat Tumhein Aazmaaye Gi

Momino Tum Har Haal Mein Sabar Rakhna

Yeh Aazmaayish Hi Tum Ko Jannat Mein Ley Jaye Gi

(((((STAY BLESSED)))))

Mujh Ko Jor De Ya Rab

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

Main Chota Tha To Tb Askar

Khilonay Toot Jatay Thay

Merey Ronay Pey Maan Aa Kar Khilonay Jor Daiti Thi

Suna Hay Maan Sey Barh Kar

Tujhey Ulfat Hay Bandon Sey

Tu Mujh Ko Jor De Ya Rab

Main Khud Ko Tor Baith Hoon..!!!

In This Holy Month of Ramadan

Posted in Uncategorized by Rizwan

In This Holy Month of Ramadan

1st Jumma Mubarak of Ramadan Kareem

Posted in Uncategorized by Rizwan

1st Jumma Mubarak of Ramadan Kareem

Garmi Ke Mausam Ki Wajah Sy

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

Garmi Ke Mausam Ki Wajah Sy,
.
Agr Roze Main Apko Shadeed Pyaas Mehsoos Hony Lagy.
.
To Aisa Kareen.
.
.
.
.
.
Maghrib ki Azaan Ka Intazar Karein.
.
Ziyada Dramy Baazi Ki Zaroorat Nhi Hay.

Kaise Lagta Hay Jab Raat ke Sanatte mein

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

Kaise Lagta Hay Jab Raat ke Sanatte mein
Hawa Ky Jhonkon ky Sung
Khamoshi sy
Chalty Hue
Koi Chupke sy Aye
Aap ko tham le
Aur Kahe
.
.
.
.
“Chal UTH Putar Roza Raakh la”

Mil Gyi Phir Se Nazar Qamr~E~Ramzan Se Aaj

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

Mil Gyi Phir Se Nazar Qamr~E~Ramzan Se Aaj

Uth gya walwala phir Ahele~e~Imaan sa aaj.

Na pareshan hai na mathe pe sikanj hai apne
mil gay ho jaise behter koi roz gumaan se aaj.

Lag raha Saql~e~Farishta me jo diye hai Dastak
iftaar me ban kar mehmaan se aaj.

Kitne siddat ke pare humne Gunahgari kiya
lag raga khalas hue ek hi arqan se aaj.

Kitne baraunaq hai chera jaise ho Dawat~e~Rahman
Dakhila~e~Zannat ka hua ho Farmaan sa aaj.

Aap sabko Ramadan Mubarak ho aur ibadat zaroor kare say ad ki ye hamari zindgi ka aakhri Ramadan ho.
And say Astagfirullah for your all sin.
And say Alhamdulliah for your good deed.

 

R-Roza Rakho A-Allah Sy Daaro

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

R-Roza Rakho
A-Allah Sy Daaro
M-Masjid Ko Jaoo
Z-Zakaat Baanto
A-A’mal Achee Kaaro
N-Namz Parhoo
Or Is Bande Ko Duaon Main Yaad Rakho

Raat Kο Naya Chand Μubarak

Posted in Ramadan Shayari,Ramzan Poetry by Rizwan

Raat Kο Naya Chand Μubarak

Chand Kο Chaandni Μubrik

Falak Kο Sitare Μubrik

Sitaron Kο Bulndi Μubrik

Or Ap Ko Ηumari Taraf Sy

Αdvance main “RAMZAN ΜUBARAK.

Ρhir Se Dil Μein Arman Αa Raha Ηay

Posted in Ramzan Poetry by Rizwan

Ρhir Se Dil Μein Arman Αa Raha Ηay

Μοmion Κa Dil Μuskura Raha Ηay

Shukar Ηay Allah Kareem Κe

Humari Zindgi Μein Phir

Ek Βaar “Ramzan” Α Raha Ηay