Mushkil Hota Hai Kuch Logo Ko Bhul Pana
Humsy Pocho Kia Hota Hay Paal Paal Bitna,
Bahot Mushkil Hota Hay Dil Ko Samjna,
Yaar Zindgi Toh Beet Jaygi,
Bs Mushkil Hota Hay Kuch Logoon Ko Bhul Pana..!!!
Humsy Pocho Kia Hota Hay Paal Paal Bitna,
Bahot Mushkil Hota Hay Dil Ko Samjna,
Yaar Zindgi Toh Beet Jaygi,
Bs Mushkil Hota Hay Kuch Logoon Ko Bhul Pana..!!!
Khush Naseeb Hoty Hain Badaal,
Jo Door Reh Kr Bhi Zameen Pr Barsty Hain,
Or Aik Badnaseeb Hum Hain,
Jo Aik Hi Duniya Mein Rehkar Bhi Milne Ko Tarasty Hain..!!!
Hum Rothy Toh Kiss Ky Bharosy
Kun Hay Jo Ayga Humein Manany Ky Liye
Ho Skta Hay Tars Aa Bhi Jaye Appko
Pr Dil Kaha Sy Laau Ap Sy Rooth Jane K Liye..!!!
“Dunya Ki Hr Fizza Mein Ujaala RASOOL Ka,
Yeh Sari Kainat Hai Sadqa RASOOL Ka,
Khushboo-E-Gulb Hay Paseena RASOOL Ka,
Apko Bhi Ho Mubark Maheena RASOOL Ka…!!!”
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
Ek Yeh Jahan Ek Woh Jahan
In Do Jahan K Darmiyan Bus Fasla Hai Ek Saans Ka,
Jo Chal Rahi Hai To Yeh Jahan Jo Ruk Gaey To Woh Jahan,
Saki Is Mala Me Moti Pro Do Darood Ke,
Phir Yeh Jahan Ho Ya WOH Jahan Hamara Sath Ho Ga
“SARKAR-E-DO JAHAN” Ka…!!!”
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
Rehmatoun Ki Hay Yeh Raat
Namzon Ka Rkhye Ga Sath,
Manwa Lyi Jiye RAB Sy Hr Baat
Duaon Main Rkhiya Ga Humko Yaad…!!!
” Mubarak Ho Aapko 12 Rabi-ul-Awal Ki Yeh Raat…!!!”
Bahut Muqaddas Hai Mere Pyare Nabi (S.A.W.W) Ky Qadmoon Ki Dhul,
Kash Ky Is Dhul Ka Koi Zaara Meri Qabr Ki Zinat Baan Jaye…!!!
Aameen..!!!
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
Ajab Faiz Hai AQA Teri Muhabbat Ki
Darood Ap (S.A.W.W) Py Prhun Or Khud Sanwar Jaoon…!!!”
“Rabi-ul-Awwal Ka Month Mubark Ho…!!!”
Mubark Muka Allah Ny Aatah Farmyya,
Aik Baar Fir Bandgi Ki Raah Py Chalyya
Adda Karna Apna Faraz Tum Khuda Ke Liye
Khushi Se Bhari Ho Milad-un-Nabi Apke Liye..!!!
Aap Ko Jashn e Eid Milad Un Nabi Mubarak Ho
Allah Hum Sbko Sidhi Raah Pr Chalny Ki Tufiq Atta Farmyein..!!!
Zindgi Ka Hr Pal Khushiyon Sy Kaam Na Ho
Apka Hr Din Eid Ky Din Sy Kaam Na Ho
Aisa Eid Ka Din Apko Hamesha Naseeb Ho
Happy Milad un Nabi 2016
Eid Milad un Nabi MUBARAK Ho Aapko,
Dheer Saari Tareef Or Khusiyan Mily Apko,
But,
Jb EIDI Miley Apko Toh Plz.
Ap Yaad Krna Sirf Humko!!!
Mubark Moaka Allah Ny Aatta Farmya,
1 Baar Fir Bandgi Ki Raah Py Chalya
Adda Karna Apna Farz Tum Khuda Ky Liye
Khushi Se Bhari Ho Milad-un-Nabi Aapke Liye..!!!
Jhuki Jhuki C Nazar Be Qaraar Hay Keh Nhi,
Daba Daba Sa Sahi Dil Mein Pyaar Hay Keh Nhi
Toh Apny Dil Ki Jawaan Dhadkano Ko Gin Ky Baata,
Meri Tarahan Tera Dil Be Qaarar Hai Ki Nahi
Woh Paal Ki Jiss Mein Muhabbat Jawaan Hoti Hai,
Uss 1 Paal Ka Tujhy Intezaar Hay Keh Nhi
Teri Ummed Py Thukra Raha Hun Dunya Ko,
Tujhy Bhi Apny Py Yeh Aitbaar Hay Keh Nhi. !!
Saja Kr Apni Hi Aankh Hazaar Chehron Pe,
Kia Hai Main Ne Sadaa Aitbaar Chehron Pe
Main Teri Bazm Mein Kis Kis Sy Dushmani Lita
Likha Tha Naam Tera Be’shumaar Chehron Pe..!!!