Skip to content
Skip to search - Accesskey = s
Deewana Us Ny Kr Diya Ek Baar Dekh Kr Hum Kr Saky Na Kuch Bhi Lagataar Dekh Kr..!!!
Jo Unki Aankhon Se Bayyan Hote Hain Wo Lafz Shayari Mein Mil Jate Hain..!!!
Kush Naseeb Kuch Aise Ho Jayein Tum Ho Hum Hoon Or Ishq Ho Jaye..!!!
Na Chaand Apna Tha Or Na Toh Apna Tha, Kash Dil Bhi Maan Leta Keh Sb Sapna Tha..!!