Jaga jaga main karke hussain as ka matam
Jagah jagah karke hussain as ka matam
musafirat ko bhi apna watan bana loun ga
farishte noha pharen ge karounga main matam
lahad me ja ker bhi ek anjuman bana loun ga
Submitted by :Azadare Hussaini
Jagah jagah karke hussain as ka matam
musafirat ko bhi apna watan bana loun ga
farishte noha pharen ge karounga main matam
lahad me ja ker bhi ek anjuman bana loun ga
Submitted by :Azadare Hussaini
Kosar Ke Saaqi Ka Wo Nawasa,
“HUSSAIN Tha…
Jab Karbala Ke Dasht Me Pyasa,
“HUSSAIN Tha…
Baadal Yazeedyat Ke Jo Phelay Thay Char Soo
Un Me Chamakta Aik Sitaara,
“HUSSAIN tha…
Karta Wo Kese Haath Pe Baet Yazeed Ke
Us Waqt Sab Se Urfa o Aala,
“HUSSAIN Tha…
Hilnay Laga Tha Arsh e Ilaahi Bhi Us Gharri
Jab Karbala Ki Rait Pe Tarrpa,
“HUSSAIN Tha…
Pardes Me Shaheed Jisay Kar Dya Gaya
Wo MUSTAFA(S.A.W) Ki Aankhon Ka Taara,
“HUSSAIN(A.S) Tha.
Posted by : Wajeeha Khan
Kya Arsh Pa Bhi Seena Zani Hoti Hai Din Rat
Ae Chand Tere Seene Pe Ye Kesa Nisha Hain
Labaik Ya Husain a.s
Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hy
Nisbat Har Aik Imam Ki Noor-E-Jali Se Hay
Kul Akhtiyaar De Diya Hassan-O-Hussain Ko
Daita Khuda Zaroor Hay Par Milta Ali Say Hay
My Lips And The Heartily Whispers Of Ali Ya Ali,
How Can I Simply Condone?
When My Clay And Molding Stands To Tribute
My Unbounded Regards For The Father Of Sand. (Abu Turab)