
Aqaal Ayyaar Hay, Saoo Bheis Banna Leti Hay
Ishq Bechara Na Mullah Hay Na Zahid Na Hakeem..!!!

Apny Bhi Khaffa Hain Mujh Sy, Begany Bhi Nakhush
Iqbal Main Zehr-E-Halahaal Ko Kbhi Keh Na Sakka Qand..!!!

Mery Allah Hr Burayi Sy Bachanna Mujhko
Neik Jo Raah Ho Us Raah Py Chalna Mujhko..!!!