Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Allama Iqbal Jawab E Shikwa Poetry messages

Allama Iqbal Poetry Shikwa Jawab E Shikwa in Urdu

Posted in Allama Iqbal Shayari by Rizwan

Jawab-e-Shikwa
THE ANSWER TO THE COMPLAINT

Stanza (1)

Dil Se Jo Baat Nikalti Hai

Dil Sy Jo Baat Nikalti Hain, Asaar Rakhti Hay
Pr Nhi, Taaqat-e-Parwaaz Mgr Rakhti Hain..!!!

Qudsi-Ul-Aasaal Hay

Qudsi-Ul-Aasaal Hay, Riffat Py Nazaar Rkhti Hay
Khaak Sy Uthti Hay, Gardoon Py Guzar Rkhti Hay..!!!

Ishq Tha Fitnna Gaar-o-Sarkash-o-Chalaak Mera

Ishq Tha Fitnna Gaar-o-Sarkash-o-Chalaak Mera
Asmaan Cheer Giya Nala-e-Bebaak Mera..!!!

Peer-e-Gardun Ne Kaha Sun Ky

Peer-e-Gardun Ne Kaha Sun Ky, Kahin Hay Koi!
Boly Sayare,Sar-e-Arsh-e-Bareen Hay Koi..!!!

Chand Kehta Tha

Chand Kehta Tha, Nhi, Ahl-e-Zameen Hay Koi
Kehkashan Kehti Thi, Poshida Yahin Hay Koi..!!!