Allama Iqbal 2 Lines Poetry and Shayari in Urdu and Hindi
Bura Samjhon Unhein Mujh Se Tu Aisa Ho Nhi Sakta
Keh Mein Khud Bhi Tu Hoon Iqbal Apne Nukhta Chiniyon Mein..!!!
Khudi Ko Jis Ne Falak Se Buland Taar Deikha
Wohi Hai Mumalkat Subha oh Shaam Se Aghha
(Allama Iqbal)
Zamana Ayya Hay Behijbi Ka, Aaam Deedaar E Yaar Ho Ga
Sakut Tha Pardda Daar Jiska Woh Raaz Ab Ashkaar Ho Ga..!!!















