Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Allama Iqbal Two Lines Shayari messages

Allama Muhammad Iqbal Two Line Shayari Collection

Posted in Allama Iqbal Shayari by Rizwan

Allama Iqbal Rehmat-ul-lah Alaih Shayari

Aqaal Ayyaar Hay, Saoo Bheis Banna Leti Hay
Ishq Bechara Na Mullah Hay Na Zahid Na Hakeem..!!!

Iqbal Poetry and Shayari

Apny Bhi Khaffa Hain Mujh Sy, Begany Bhi Nakhush
Iqbal Main Zehr-E-Halahaal Ko Kbhi Keh Na Sakka Qand..!!!

Allama Iqbal Jumma Mubarak Shayari

Mery Allah Hr Burayi Sy Bachanna Mujhko
Neik Jo Raah Ho Us Raah Py Chalna Mujhko..!!!