Be Khudee Be Sabab Naheen Ghalib
Fir Kuchh Is Dil Ko Beqaraaree Hai
Seena Zoya-E-Zakhm-E-Kaaree Hai
Fir Hue Hain Gawaah-E-Ishq Talab
Ashq Baaree Ka Hukm_Zaaree Hai
Be Khudee Be Sabab Naheen ‘Ghalib’
Kuchch To Hai Jiskee Pardaadaaree Hai….
Fir Kuchh Is Dil Ko Beqaraaree Hai
Seena Zoya-E-Zakhm-E-Kaaree Hai
Fir Hue Hain Gawaah-E-Ishq Talab
Ashq Baaree Ka Hukm_Zaaree Hai
Be Khudee Be Sabab Naheen ‘Ghalib’
Kuchch To Hai Jiskee Pardaadaaree Hai….