Mujh Se Kiya Perda Hai
Mujh Se Kiya Perda Hai Chalo Utha Deta Hoon
Tumhen Dekh Ker Ik Ghazal Sunaa Deta Hoon
Koi Chaand Ho Sooraj Ya Aasmaan Ka Tara
Tere Cherey Ko Kya Kya Bana Deta Hoon
Phool Kalyaan Khushboo Bikhri Hon Charsoo
Aaj Sara Gul O Gulzar Saja Detaa Hoon