Aaj Abroun Mein Yeh Rawaan Hai Kya
Aaj Abroun Mein Yeh Rawaan Hai Kya
In Fuhaaroun Ki Daastaan Hai Kya
Un Kee Julfoun Mein Machaltaa Hai Jo
Ya Ilaahee Wahee Toofaan Hai Kya
Aaj Abroun Mein Yeh Rawaan Hai Kya
In Fuhaaroun Ki Daastaan Hai Kya
Un Kee Julfoun Mein Machaltaa Hai Jo
Ya Ilaahee Wahee Toofaan Hai Kya
Bhool Chuka Hoon Apni Daastaan Zara Phir Se Kehna
Aai Kis Tarah Gulshan Mein Khizan Zara Phir Se Kehna
Sirnigoon Hona Wo Ghunchon Ka Ab Tak Yaad Hy
Kiya Qissa Tha Khoonchikan Zara Phir Se Kehna
Qadam Kabhi Iss Tarah Dagmagaae To Na Thay Kabhi
Simat Kiyun Raha Hy Jahan Zara Phir Se Kehna
Chhupi Hai Kai Hamdardi Mere Gumon Ke Saath
Mil Gai Hai Kisi Ki Kahani Meri Daastaan Ke Saath