Happy 14th August Independence Day of Pakistan Shayari
Pak Sar Zameen Shaad Baad
Kishwr-e-Haseen Shaad Baad
Toh Nishaan E Azam E Alishaan
Arz-e-Pakistan
Markaz-e-Yaqeen Shaad Baad
Pak Sar Zameen Ka Nizaam
Quwat E Ukhwat E Awaam
Qaum, Mulk, Sultnaat
Pa-Inda Tabinda Baad
Shaad Baad Manzil E Murad Parcham
E Sitara O Hilal
Rahbar E Tarqi Ho Kamaal
Tarjomaan E Maazi, Shaan E Haal
Jaan E Istiqbaal
Shah E Khuda E Zul Jalaal..!!!
…………………..
Wapda,
Nawaz Sharif Aur
Jahil Degree Walon K Ilawa Tamaam
Ahle Watan Ko
Jashn-e-Azadi Mubark Ho… ;->
…………………
Kisi Ny Sir Katya Tha,
Na Jany Kitno Ny Ghar
Lutya Tha,
Yeh Din Mushkil Sy Aata Hy,
Yeh Din Mushkil Sy Ayya Tha,
Salam Beshumar Azadi Ky Un Saheedon Pr,
Jinhoon Ny Raah-e-azadi Main
Apna Khoon Bahyya Tha,
Salaam Un Maaon Behno,
Betiyoun Pr,
Jinho Ny Apny Muqadas Anchaal Sy
Yeh Azeem Parchaam Banyya Tha..!!!


