Unke Pyar Mein Hamari Jaan Tak Chali Gayi
Ab Talaq Hum Muntazir Hain Jinky,
Unko Humra Khiyaal Tk Na Ayya,
Unke Pyar Mein Hamari Jaan Tak Chali Gayi,
Or Unko Humri Maut Ka Malaal Tk Na Ayya..!!!
Ab Talaq Hum Muntazir Hain Jinky,
Unko Humra Khiyaal Tk Na Ayya,
Unke Pyar Mein Hamari Jaan Tak Chali Gayi,
Or Unko Humri Maut Ka Malaal Tk Na Ayya..!!!
Gham-E-Hayat Ka Jhagra Mitta Raha Hay Koi,
Chaly Aao Iss Duniya Sy Ja Raha Hay Koi,
Azaal Sy Keh 2 Ruk Jaye 2 Ghari,
Sunna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai Koi,
Woh Iss Naaz Sy Baithy Hain Lash Ky Pass,
Jisy Ruthy Hue Ko Manna Raha Hay Koi,
Palat Kr Na Aa Jayein Phir Saansien,
Haseen Hathoun Sy Mayyat Saaja Raha Hay Koi…!!!
2 Ashq Meri Yaad Mein Bahaa Jaaty Toh Kia Jaata,
Chand Kaliyan Laash Py Bichha Jaty Toh Kia Jaata,
Aye Ho Meri Mayyat Pr Sanam Naqab Odhkar,
Agar Yeh Chand Ka Tukda Dikha Jaty Toh Kia Jaata..!!!
Ab Toh Ghabra Ky Yeh Kahty Hay Keh Maar Jayengy,
Maar Ke Bhi Chain Na Payaein Toh Kidhar Jayenge
Wada Kr Ky Or Bhi Mushkil Mein Daala Apny,
Zindgi Mushkil Thi Ab Mrna Bhi Mushkil Ho Giya..!!!