Main Pyar Ki Khushbu Ko Mehkta Chod Aaya Hun
Main Pyar Ki Khushbu Ko Mehkta Chod Aaya Hun
Is Dil Ki Nanhi Si Chidya Ko Chahkta Chod Aaya Hun
Mujhe Apni Chati Se Tu Laga Layna E Bharat Maa
Mein Apni Maa Ko Tarsta Chod Aaya Hun
**** Anmol Arora ****