Lo Eid Ka Chand Aaya Dheer Sari Khushiyan Laya
Lo Eid Ka Chand Aaya
Dheer Sari Khushiyan Laya
Hr Tarf Hain Raunkoun Ky Mele
Hr Chehra Bhi Hy Muskurya
Eid Mubarak!
Lo Eid Ka Chand Aaya
Dheer Sari Khushiyan Laya
Hr Tarf Hain Raunkoun Ky Mele
Hr Chehra Bhi Hy Muskurya
Eid Mubarak!
Koi Itna Chahe Tumhein To Batana
Koi Tumhare Itne Naaz Uthaye To Batana,
Eid Mubrk Tu Hr Koi Keh Dega Tumsy,
Koi Humri Tarhan Kahy Tu Batana…!!!
“Kabhi Khushi Kabhi Gham”
Gosht Jyada
Masala Kam.
Kbhi Alvida Na Kehna,
Akely Hi Siri Paaye Na Khaty Rehnna
Dhooom
Kaporay Kha Ke Jhooom,
Heeera Pheeri
Chaal Gosht Bheej Ab Teri Baari..!
Aaj Se Amiri Garibi Ka Fasle Na Rahe
Aaj Se Amiri Garibi Ka Fasle Na Rahe
Hr Insan Aik Duje Ko Apnna Bhai Kaahy
Aaj Sb Kuch Bhoool Kr Aa Galy Laag Ja
Mubrk Ho Tujhy Yeh Eid-Ul-Azha…!!!
Wohi Eid Ka Saman
Wohi Ronaqen Shehar Ki
Kyun Nazr Nhi Aaata
Jisy Ankh Dhundh Rhi Hy..!!!
Kisa Hy Tu
Woh Kiya Hy Na
Eid Ky Din Sala Network Khalaas Ho Jaata Hy
Tu Apun Tery Ko Advance Main
Eid Mubarak
Bolnna Mangta Hy Boly Tu
Eid Mubarak..!!!
Qurbani Ke Din Ek Bakre Ki Fariyaad
Oyye Chaadd Dy Menu
Sara Saaal Khoty Kha K
Baari Eid Ty
Teno Mein Yaad Aajanda”..;-)