Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Good Morning Pakistan messages

Good Morning Pakistanin Urdu for your friends. Good Morning Pakistan poetry , ghazal , poem and sher o shayari in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Good Morning Pakistanshayari Collection Online. All latest Good Morning Pakistan & Urdu Shayari, Hindi Shayari 2015, Urdu Poetry, SMS, Sad Shayari, Romantic Poetry sms, Ghazals & Shair o Shayari SMS on Paperpk.com/Shayari

Hindi subah mubarak shayari

Posted in Zindagi Shayari by admin

Complete Collection of Hindi subah mubarak shayari . Best subah bakhar shayari to welcome morning. You can send this suba shayari or poetry in Urdu or Hindi as sms as well or share it with your friends and lover.

Raat DehLeez Pey Baithi Rahin Aankhain Meri…!

Tum Na Aaye To Koi Khawb Hi Bheja Hota……!

~Shubha Bakhar – Good Morning~

 

तेरी हर सुबह मुस्कुराती रहे
तेरी हर शाम गुनगुनाती रहे
तू जिसे भी मिले इस तरह से मिले की
हर मिलने वाए को तेरी याद सताती रहे

Sawere-Sawere Ho Khushiyon Ka Mela
Na Logo Ki Parwa Na Duniya Ka Jhamela
Parindo Ka Shor Ho Or Mosm Albela
Mubark Ho Aap Ko Aaj Ka Sawera

“Subha Bakher”

let us know in comment section if you like this Hindi subah mubarak shayari Collection.

 

Urdu subah mubarak shayari

Posted in Subah Shayari by admin

Urdu subah mubarak shayari . Best subah bakhar shayari to welcome morning. You can send this suba shayari or poetry in Urdu or Hindi as sms as well or share it with your friends and lover.

Har Subah Teri Muskurati Rahe
Har Sham Teri Gungunati Rahe
Meri Dua Hai Ki Tu Jis Se Bhi Mile
Har Milne Wale Ko Teri Yaad Aati Rahe

Raat Gujri Phir Mehekti Subah Ayi
Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Ayi
Aanko Ne Mehsoos Kiya Uss Hawa Ko
Jo Tumhe Chhukar Hamare Pass Ayi

Har Subah Ki Dhoop Kuch Yaad Dilati Hai
Har Phool Ki Khushbu Ek Jadu Jagati Hai
Chahu Na-Chahu Kitna Bhi Par
Subah-Subah Aapki Yaad Aa Hi Jati Hai…

Foolon ne Amrit ka jaam bheja hai…,
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai…,
Mubaarak ho Aapko nayi subhah…,
Tahe-Dil se Hamne ye Paigaam bheja hai..!!!

let us know in comment section if you like this Urdu subah mubarak shayari Collection.

Happy Independence Day

Posted in Independence Day Shayari by admin

Good Morning,
Meri Taraf Se Aap Sab Ko Pakistan Ka 64van
Jashan E Youme Azadi
Bht Bht Mubarak Ho,
Duwa Hai Humara Mulk Taraki Kre
Hemesha Salamat Rhe
Allah Tala Ise Aman Ka Gehwara Banaye
Ameen,

Hum Zinda Qom Hain
Painda Qom Hain
Hum Sb Ki Hai Pehchan
Pakistan Pakistan,
Jeve Pakistan, Pakistan Zinda Bad…
Happy Independence Day