Happy New Year 2018 Poetry and Shayari with Images
Mujh Sy Bichar Giya Jo Guzry Saal Ki Tarhan,
Is Ka Bhi Haal Hoga Mery Haal Ki Tarhan,
Aya Nhi Woh Reh Giye Rasty Sajy Hue,
Yeh Saal Bhi Guzr Giya Hr Saal ki Trhan..!!!
Tujhko Naya Saal Mubrk Bewafa,
Mujhko Mera Haal Mubrk…!!!
Aye Naye Saal Baata, Kon C Shaye Badli Hy
Ranj Ki Shaam Wohi, Dard Ky Halaat Wohi..!!!


