Kya Jaane Maut Keh Gayi Chupke Se
Kya Jaane Maut Keh Gayi Chupke Se Kaan Me’in !
Hasta Huaa Chaman Mera Khamosh Ho Gyaa !!
Kya Jaane Maut Keh Gayi Chupke Se Kaan Me’in !
Hasta Huaa Chaman Mera Khamosh Ho Gyaa !!
Logon Ne Mere Gum Ka Tamasha Bana Diya,
Mere Chaman K Saath Mera Dil Bhi Jala Diya!
Apno Ne Mere Pyaar Ka Kuch Yun Sila Diya,
Ulfat Badley Khoon K Ansu Rula Diya.