Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Hindi Shayari messages

Hindi Shayari shayari sms in Urdu for your friends. Hindi Shayari poetry , ghazal , poem and sher o shayari in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Hindi Shayari shayari Collection Online.

Hamdard Jisko Apna Samajhte Rahe

Posted in urdu poetry,Urdu Shayari,Urdu shayari by Rizwan

Hamdard Jisko Apna Samajhte Rahe

Yun Dosti Ky Naam Ko Ruswa Na Kijiye
Tark-e-Taluqat Ka Charcha Na Kijiye

Jurm-oh-Sitam Ka Pass Bhi Ulfat Mein Shart Hy
Palkon Ko Aansun Sy Bhigoya Na Kijiye

Aisa Na Ho Umeed Sy Rishta Hi Tut Jaye
Hr Roz Mujh Sy Wada-e-Farda Na Ki Jiye

Hamdard Jisko Apna Samajhte Rahe Hain Aap
Uska Hi Zindgi Mein Barosa Na Kijiye..!!!

जब दिल हो हद से जयाद खुश तो

Posted in Hindi Sms by Rizwan

जब दिल हो हद से जयाद खुश तो
आखों से छलक जाते हैं ऐ आँसू !!
जब चोट लगे इस दिल को तो
आखों से बह निकलते हैं ऐ आँसू !!
हम लाख दबा ले इनको निगाहों में
खूद-ब-खूद बह निकलते हैं ऐ आँसू !!
कोई मिलें या खो जाये जब अपना
दरद और खुशी का पहचान देते हैै ऐ आँसू !!
हम लाख छिपा ले किसी से हाल अपना मगर
दिल का हाल सुना देते हैं ऐ अाँसू !!
दिल तड़पता हैं “संजय” का कभी जब रोता है
कहते हैं दरद जिसे वही दरद तो हैं ऐ आँसू !!

Tumhare Bin Hum Na Ji Payein Gy

Posted in Urdu shayari,Urdu Shayari by Rizwan

 ღ Is Kadr Na Rooth Kr Tum Jao,
Tumhare Bin Hum Na Ji Payein Gy

Soch Ly Fir Hath Choorane Sy Pehly,
Fir Hum Zindgi Tery Naam Kr Jayein Gy.. ღ

Faqat Tum Hi Se Karta Hun Main Sari Raaz Ki Batein

Posted in urdu poetry,Urdu Shayari,Urdu shayari by Rizwan

Usy Kehna Palkon Py Na Taany Khawab Ki Chadr

Samandar Ky Kinary Ghar Banna Kr Kuch Nhi Milta

Faqat Tum Hi Se Karta Hun Main Sari Raaz Ki Batein

Hr Ek Ko Dasntaan-e-Dil Sunna Kr Kuch Nhi Milta..!!!

Zindagi Ke Har Moor Par Naye Log Milenge

Zindagi Ke Har Moor Par Naye Log Milenge
Kahin Pr Kahin Pr Zyada Milenge

Aitbr Jara Soch Samajh Kr Karna
Mumkin Nhi Hr Moor Pr Hum Hi Milenge..!!!

Shak Ki Nazron Se Na Dekh Kijiye

Posted in urdu poetry,Urdu Shayari,Urdu shayari by Rizwan

Apne Bhi Hote Hai Kahin Na Kahin

Iss Jahan Mein ARIF

Yun Har Kisi Ko

Shak Ki Nazron Se Na Dekh Kijiye..

Muhammad Arif “Cheetal”
Muzaffarnagari

Bhula Dena Sabhi Wade Sbhi Qasmein Sbhi Nate

Posted in urdu poetry,Urdu Shayari,Urdu shayari by Rizwan

Chalo Tum Saath Maat Dina

Mujhy Beshk Bhula Dina

Naye Spny Saja Lina

Naye Rishty Banna Lina

Bhula Dena Sabhi Wade

Sbhi Qasmein Sbhi Nate

Tumhein Jaana Ijazt Hay

Ju Dil Chahy Woh Sb Krna

Mgr Ab Tum Kisi Sy Bhi

Adhura Pyaar Maat Krna…!!!

Wo Hai Bahut Sada Or Bawaqar Lekin Uski

Posted in urdu poetry,Urdu shayari,Urdu Shayari by Rizwan

Wo Hai Bahut Sada Or Bawaqar Lekin Uski
Sadgi Main Bhi Ek Sajawat C Hai,

Uski Guftugo Main Hy Haqeeqat Ka
Rang Warna Ab Hr Cheez Milawt C Hai..!!!

Kisi Ki Yaad Mein Maar Jane Ki Fitrat Nhi

Posted in urdu poetry,Urdu shayari,Urdu Shayari by Rizwan

Ab Or Manzil Pany Ki Hasraat Nhi
Kisi Ki Yaad Mein Maar Jane Ki Fitrat Nhi

Ap Jese Dost Jabse Mile
Kisi Or Ko Dost Banane Ki Zaroorat Nhi..!!!

Dekho Mere Dil Main Toofan Kis Ka Hai

Posted in urdu poetry,Urdu Shayari,Urdu shayari by Rizwan

Dikho Meri Ankhoun Main Khawb Kis Ka Hay,
Dekho Mere Dil Main Toofan Kis Ka Hai,
Tum Kehty Ho Mery Dil Ky Rasty Sy Koi Nhi Guzra,
Toh Phir Yeh Pairoun Ky Nishaan Kisky Hain..!!!

Apne Bhi Hote Hai Kahin Na Kahin

Apne Bhi Hote Hai

Kahin Na Kahin

Iss Jahan Mein ARIF

Yun Har Kisi Ko

Shak Ki Nazron Se

Na Dekha Kijiye..

Muhammad Arif “Cheetal”

Muzaffarnagari

इक दिन मिली तुम्हरी नजर से मेरी नज़र

Posted in Hindi Poetry by Rizwan

इक दिन मिली तुम्हरी नजर से मेरी नज़र

हाथो मे थी किताब तुम्हरा था पास घर

चेहरे पे था नेकब मगर थी कुले नज़र

जो मैकसी मे ना था उसमे मे था वो असर

जब से दिखा है मुझको उसकी नसी नज़र

रहने लगा हु मे कहा मुझको ही ना खबर

आखे तरस रही है दिदार उनका बस

उनके बिगैर पूछता हु मौत तू किधर

पल पल मर रहा हु मै तो उनकी ही यादो मे

उनकी बिगैर होता नही है मुझे शबर

कैसे न तड़फे उनकी यादो मे ‘आफताब’

मसलूब हो गये है वो आइना दिखा कर

English likh hindi padho

Posted in Hindi Poetry by Anila

padho dhyaan se nish din  bachchon,
saath sabhi mil khelo bachchon.
aapas mein na lada karo,
pyar sabhi se kiya karo.
parh-likh kar vidwaan banoge,
ik din tum mahaan banoge.
Gandhi, Nehru sa ban jaao,
desh hit kuchh kaam mein aao.
tum Azaad, Subhash bano,
tum pakistan  ki shaan bano.

 

Pani me terna machhli ka style he,
hawaa me udna panchhi ka style he,
naye sms bhejna apna style he,
aur phokat mai sms padhna aapka style he.
padho! Padho!
free h

 

 

Share with us more …..English likh hindi padho …in comments section below

Ghazals Shayari Sms 2018

Posted in Urdu Shayari by Iram

Howa To Kuch Bhi Nhi Bas,
Thory Sy Maan Tooty Hain,
Thory Sy Khuwab Bikhry Hain,
Thory Sy Log Bichry Hain,
Howa To Kuch Bhi Nhi Bas,
Thori Si Neendain Urr Gayi Hain,
Thori Si Khushiyan Chin Gayi Hain,
Thora Sa Chain Ganwaya Hai,
Howa To Kuch Bhi Nhi Bas,
Apna Aap Ganwaya Hai,
Aankhon Ko Barasna Sikhaya Hai,
Mohabbaton Ka Sila Paya Hai,
Howa To Kuch Bhi Nhi Bas,
“~ Kisi Apny Ny Dil Dukhaya Hai…!!”

Main Logon Se Mulaqaton K Lamhe Yaad Rakhta Hon,Main Batain Bhool B Jaon To Lehjay Yaad Rakhta Hon,

Sar-E-Mehfil Nigahain Mujpe Jin Logo Ki Parti Hain,

Nigahon K Hawaly Se Wo Chehry Yaad Rakhta Hon,

Zara Sa Hatt K Chalta Hon Zamany Ki Riwayat Se,

K Jinpe Bojh Main Dalon Wo Kandhy Yaad Rakhta Hon,

Dosti Jis Se Ki Us Say Nibhaon Ga Jee Jaan Se,

K Main Dosti K Hawaly Se Rishtay Yaad Rakhta Hon…..

Share with us more Ghazals sms 2018 in Comments Section below.

Hindi shayari sms in words

Posted in Hindi Poetry by Anila

Laut jati hai duniya gam hamara dekhkar,
Jaise laut jaati hai lehere kinara dekhkar.
Tu kandha na dena mere janaze ko,
Kahi fir se zinda na ho jau tere sahara dekhkar

Tujhe dekha to ye jana sanam KOYLA hota
hai kyon kala sanam Tere liye Fair And
Lovaly kaha se layenge hum SURF EXCEL
se karenge tujhe UJALA sanam

`
Khushi agar hum se daaman bachati hai to bachaye
Humein to gum hi hain raas aaye
Mohabbat ka yeh ajab dastoor dekha
Ussi ki jeet hai……jo haar jaaye……. ..

Hai sab naseeb ki bate khata kisi ki nhi hoti,
Ye duniya bewafa kisi ki nhi hoti,
Theek nhi roshni pr jyada gurur karna,
Chirag sbke bhujenge ye hawa kisi ki nhi hoti.

Zindagi mein naye log hardum milenge,
Kaheen jyada to kaheen kam milenge,
Aitbaar zara soch kar karna,
Mumkin nahin har jagah tumhein ‘HUM’ milenge

Dil ko adat si ho gai hai chot khane ki,
Bhigi palko ke sang muskrane ki,
Kash anjam hum pehle se jaan jate,
To kosish bhi nahi karte dil lagane ki.


Share with us more Hindi shayari sms in  words in comments section below.