Bewafai Ka Ilzaam Na De Zaalim
Tu Kya Jaane Kya Hai Tanhai
Is Toote Huve Patte Se Puchh, Kya Hai Judai
Bewafai Ka Ilzaam Na De Zaalim
Is Waqt Se Pucch, Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi
Tu Kya Jaane Kya Hai Tanhai
Is Toote Huve Patte Se Puchh, Kya Hai Judai
Bewafai Ka Ilzaam Na De Zaalim
Is Waqt Se Pucch, Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi
Apni Zindagi Khud Banaai Jaati Hai
Doosaron Ko Ye Kaam Na Do
Pyaar Nibhane Mein Kami Reh Jaati Hai
Lakeeron Ko Ilzaam Na Do