Haa Mujhe Usse Pyar Ho Gaya
Haa Mujhe Usse Pyar Ho Gaya,
Ek Pal Mein Na Jaane Kya Ho Gaya,
Yun To Main Roz Usse Milta Hoon,
Na Jaane Aaj Usse Dekhte Hi Mujhe Kya Ho Gaya,
Wo Bhi Mujhse Izhar Kar Na Saki,
Main Bhi Naa Jaane Kaha Kho Gaya,
Haa Mujhe Usse Pyar Ho Gaya,
Ek Pal Mein Na Jaane Kya Ho Gaya,
Yun To Main Roz Usse Milta Hoon,
Na Jaane Aaj Usse Dekhte Hi Mujhe Kya Ho Gaya,
Wo Bhi Mujhse Izhar Kar Na Saki,
Main Bhi Naa Jaane Kaha Kho Gaya,