Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Iqbal Azeem Shayari messages

Iqbal Azeem Shayari in Urdu for your friends. Iqbal Azeem Shayari poetry , ghazal , poem and sher o shayari in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Iqbal Azeem Shayari shayari Collection Online. All latest Iqbal Azeem Shayari & Urdu Shayari, Hindi Shayari 2015, Urdu Poetry, SMS, Sad Shayari, Romantic Poetry sms, Ghazals & Shair o Shayari SMS on Paperpk.com/Shayari

Tum ne dil ke baat kah di aj ye acha hua – Iqbal Azeem

Posted in Aankhon,Dil Shayari by Anila

Tum ne dil ke baat kah di aj ye acha hua
hum tumhen apna samajhate the bada dhokha hua
jab bhi hum ne kuch kaha us ka asar ulata hua
aap shayad bhulate hain barha aisa hua
aap ke aankhon mein ye aansu kahan se aa gaye
hum to divane hain lekin aap ko ye kya hua
ab kisi se kya kahen ‘iqbal’ apni dastan
bas khuda ka shukr hai jo bhi hua acha hua

Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Iqbal Azeem