Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Islamic Jumma Mubarak Sms messages

Islamic Jumma Mubarak Sms shayari sms in Urdu for your friends. Islamic Jumma Mubarak Sms poetry , ghazal , poem and sher o shayr in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Islamic Jumma Mubarak Sms shayari Collection Online.

Jumma Mubarak Islamic Shayari and Poetry Collection in Urdu and Hindi

Posted in Jumma Mubarak Shayari by Rizwan

Jumma Mubarak Islamic Shayari and Poetry Collection in Urdu and Hindi

Toba Ghusaal Ki Manend Hain

Toba Ki Jaaye Tu Ruh Main Nikhr Ata Hy

Ay ALLAH,

Apani Rehmaat Sy Humein Hr Gunah Sy Bachna

Ameen

Jumma Mubarak …!!!

Jumma Mubarak Shayari

Agr Apa Emaan Apko Masjid Tk Nhi Ly K Jaa Skta

Zaara Sochu, Woh Apko Jannat Tk Kisy Ly Ky Jaye Ga

Jumma Mubarak..!!!

Jumma Mubarak Shayari in Hindi

Ziyda Aarzoo Toh Nhi Bus Etni C Iltija Ha

Ya RAB

Jiss Paal Main Mery Apny Khush Ho Woh Paal Kbhi Khataam Na Ho

Aameen

Jumma Mubarak…!!!

Islamic Jumma Mubarak Sms

Posted in Jumma Mubarak Shayari by admin

Islamic Jumma Mubarak Sms

Humaray Pyare Nabi Pak (PBUH) Ki Juma Ki Sunnatain:
Acha Libas Pehnna
Ghusal Karna
Khushbu Lagana
Miswak Karna
Surma Lagana
Sura Kahf Ki Tilawat Karna
Agr Kisi Aur Ko Bhi Batain To, Ajar Milega.
Jumma Mubarak.