Mere Amal Is Kabil To Nahi Keh Jannat Mangu
Mere Amal Is Kabil To Nahi
Keh Jannat Mangu Aye Allah
Bas Itni C Dua Hay Keh Mujhe
Jahanum Sy Bachana..!!!
Mere Amal Is Kabil To Nahi
Keh Jannat Mangu Aye Allah
Bas Itni C Dua Hay Keh Mujhe
Jahanum Sy Bachana..!!!
Us Khuda Se Darte Raho,
Jis Ki Sifat Yeh Hai Ke
Agr Tum Baat Kro Toh Sunta Hai
Agr Dil Main Rkho Tou Woh Jannta Hai..!!!
Hadees!
“Sab Se Wazni Cheez Jo Qayamat Ke Din
Momin K Mizaan Main Rkhi Jaye Gyi
Woh Us Ka “Husn-e-Ikhlq” Hoga” (Abu Daa’ud)..!!!
Nabi Kareem S.A.W Ny Farmya:
“Libus Ki Sadgi Emaan Ki Almatoun
Main Sy Ek Alamat Hay”
ABU DAUD
(Allah Us Shakhs Ko Abad Rakhta Hai
Jo Hadees Sun Kr Dosroon Tk Punchye!)..!!!
Nawaza Jo Kuch Bhi Mery Khuda Ny Mujhy,
Pache Waseela Mery Sarkar Ka Hay,
Gaye Jo Ap “Sidratul-Muntaha” Sy Bhi Agy,
Rutba Kitna Uncha Mere Sarkar Ka Hai,
Ghulami-E-Rasool Mein Baaha Dy Gayein Lahoo Bhi Apana,
Mera Jism, Meri Rooh, Sbhi Mery Sarkar Ka Hai..!!!
Toote Hue Rishte Woh Joor Dita Hay,
Baat Apne Rab Per Jo Chorr Deta Hai,
Us Ke Lutf-o-Karam Ke Kia Kehne,
Lakhon Mangon Croroon Dita Hay..!!!
Madine Main Asi Fizza Lag Rahi Hay,
Keh Jannat Ki Jisy Hawa Lag Rahi Hay,
Madine Punch Kar Zameen Ko Jo Dekha,
Yeh Jannat Ka Jisy Pata Lag Rahi Hay..!!!
Zulf Dekhi Hay Nazron Ny Yeh Ghatta Dekhi Hay,
Ary Lutt Gaye Jis Ny Bhi Muhammad Ki Adda Dekhi Hay,
Apny Chehre Ko Na Chupana Aye Mere Aaqa,
Keh Baad Muddat Ky Mareezoun Ny Shifa Dekhi Hay..!!!
Sakoon Dhoondta Phirta Tha Mein Baharon Mein,
Haseen Wadiyun Mein, Surmye Nazaroon Mein,
Mein Is Talash Mein Ja Puncha Chand Taroon Main,
Mgr Yeh Mujhy Mila Quran Ky 30 Paron Mein..!!!