Janam Din Shayari Janamdin SMS
Tere Janam Din Par Tuze Kya Pesh Karu
Tajmahal Du Tuze Ya Chanderma Pesh Karu
Aur To Kuch Nahi Mere Pass Ae Mere Sanam
Sochta Hu Bas Tuze Apni Baffa Pesh Karu
Tere Janam Din Par Tuze Kya Pesh Karu
Tajmahal Du Tuze Ya Chanderma Pesh Karu
Aur To Kuch Nahi Mere Pass Ae Mere Sanam
Sochta Hu Bas Tuze Apni Baffa Pesh Karu
Janmdin Mein
Phoolon Ki Sugandh Se Sugandhit Ho Jeevan Tumhara
Taron Ki Chamak Se Sammilit Ho Jeevan Tumhara
Umr Aapki Ho Suraj Jaisi
Yaad Rakhe Jise Hamesha Duniya
Janmdin Mein Aap Mehfil Sajayein Aap Aisi
Subh Din Ye Aaye Aapke Jevan Mein Hazaar Baar
Aur Hum Aapko Janmdin Mubarak Kehte Rahein Har Baar.