Wo Hamara Kab Tha
Wo Hamara Kab Tha
Youn Hosla Dil Ne Haara Kab Tha,
Bin Zehar Piye Guzara Kab Tha,
Kuch Pal Usey Aur Daikh Saktey,
Ashkon Ko Magar Gawara Kab Tha,
Hum Khud Hi Judaai Ka Sabab They,
Us Ka Hi Qusoor Saara Kab Tha,
Ab Auron K Saath Hai To Kya Dukh,
Mahi
Pehlay Bhi Koi Hamara Kab Tha..!!!