Madhosh Poetry Shayari Whatsapp Status and Fb Cover
Ishq Ki Wady Main Madhosh Sa Jhurna Tha
Doob Gaye Us Main Humein Hosh Main Rehnna Tha
Jazbt Ky Rayly Ko Hum Ruk Na Payye Thy
Qabu Na Raha Uski Aghosh Main Girnna Tha
Shikwa Bhi Karin Kis Sy Is Shoor Ky Alam Main
Tufaan Ka Mery Dil Main Khamosh Sa Dherna Tha..!!!
Mery Madhosh Khawab Woh Taaron Bhaari Raatein
Uss Chaand Ka Muskurana Mujhe Woh Yaad Hay
Zara Zara Neendon Sy Jagi Ankhein Siine Pr
Behati Woh Saansein Labon Pr Bhikhri Shabnaam
Mujhy Woh Yaad Hay Zaara Zaara Sawalon Ki Barsaat
Jawaboon Main Roothna Pyaar Ki Kasaam Pr Lutnna
Mujhy Woh Yaad Hay Zara Zara..!!!
Aj Maat Ruk Khud Ko Madhosh Ho Janne Dy
Pass Aa Apny Nashe Mein Kho Janne Dy
Na Aaoon Hosh Mein
Na Kbhi Meri Sansoon Sy
Teri Mehek Jayye Band Kr Ly Ankhein
Ab Jo Hota Hai Ho Janne Dy..!!!


