Sharabi Shayari Sharab e Shayari
Ibarat Chapii Thii Mehkhane Par
Har Shkhsiyat Thi Wahaan Behkane Parr
Maine Sharab Nahi Pee Laakh Manane Par
Kambakt Teraa Naam Tak Chapa Tha Paimane Parr
Ibarat Chapii Thii Mehkhane Par
Har Shkhsiyat Thi Wahaan Behkane Parr
Maine Sharab Nahi Pee Laakh Manane Par
Kambakt Teraa Naam Tak Chapa Tha Paimane Parr
Yaha Sirf Sirf Maikhane Aur Sharaab Ki Shayri Likhna
Rooh Kisi Mast Ki Pyaasi Gayi Maikhane Se
Mai Udi Jaati Hai Saaki Tere Paimaane Se
Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Saaki Wo Shai La
Laga Ke Barf Me Saaki Surahi-E-Mai La
Saaki Humaare Jaam Me Kyu Baal Pad Gaya
Aisa Na Ho Ke Gair Ki Jhooti Sharaab Ho
Ye Chalakta Hua Kya Jam-E-Sharab Aata Hai
Hai Main Kurbaan Mera Ahd-E-Shabaab Aata Hai