Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Main Madine Chala messages

Main Madine Chala shayari sms in Urdu for your friends. Main Madine Chala poetry , ghazal , poem and sher o shayr in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Main Madine Chala shayari Collection Online.

Main Madine Chala, Main Madine Chala

Posted in Ramadan Shayari by admin
Main Madine Chala, Main Madine Chala
Phir Karam Ho Gaya, Main Madine Chala
Saaqiya Mai Pilaa, Main Madine Chala
Masto Be Khud Bana, Main Madine Chala
Kaif-Sa Chaa Gaya , Main Madine Chala
Jhoomta Jhoomta, Main Madine Chala
Kya Bataun Mili, Dil Ko Kaisi Khushi
Jab Ye Muzda Suna, Main Madine Chala