1 Anjane Safar Main Ek Ajnabi Ke Humrah
1 Anjane Safar Main Ek Ajnabi Ke Humrah
Door Tk Jao Aur Itni Door Tk Jao
Keh Woh Rasta Badal Jayye..!!!
1 Anjane Safar Main Ek Ajnabi Ke Humrah
Door Tk Jao Aur Itni Door Tk Jao
Keh Woh Rasta Badal Jayye..!!!
Zmeen Pr Chaal Na Sakaa Asmaan Sy Bhi Gya,
Kataa Ju Pr Tu Prindda Urran Sy Bhi Gya,
Kisi Ky Haath Sy Nikla Howa Woh Teer Hun Main,
Hadaaf Ko Chuu Naa Sakaa Or Kamaaan Sy Bhi Gya,
Tabaah Kr Gyin Muje Pakky Ghar Ki Khuwhishein,
Main Apny Gaaoun Ky Kachy Makaan Sy Bhi Gya,
Aaag Main Kuuda Bhi Tu Kya Milla Muje Mohsin,
Usy Bachaa Na Saaka Or Aapni Jaan Sy Bhi Gya..!!!
Wafa Mein Ab Yeh Hunar Ikhtayaar Karna Hai
Woh Sach Kahay Na Kahay Aitbaar Karna Hai
Yeh Tujh Ko Jagtay Rehnay Ka Shouq Kab Se Huwa?
Mujhay Tow Khair Tera Intezaar Karna Hai
Hawa Ki Zad Mein Jalanay Hein Ansouon K Chiraagh
Kabhie Yeh Jashan Sir E Raahguzaar Karna Hai