Jaane Woh Kaise Log The Jinke Pyaar Ko
Jaane Woh Kaise Log The Jinke Pyaar Ko Pyaar Mila
Humne To Jab Kaliyan Mangin To Kaanton Ka Haar Mila
Khushion Ki Manzil Dhundi To Gham Ki Gard Mili
Chahat Ke Naghme Chahe To Sard Aanheen Mili
Dil Ke Bojh Ko Dhundlaa Kar Gya Jo Ghumkhawar Mila
Hum Ne To Jab Khushiyan Mangi Kaanton Ka Haar Mila