Maa Durge Sms
Maa Durge,
Maa Ambe,
Maa Jagdambe,
Maa Bhawani,
Maa Sheetla,
Maa Vaishnao,
Maa Chandi,
Mata Rani Meri Aur Apki Manokamna Puri Karey..
JAI MATA DI.
Maa Durge,
Maa Ambe,
Maa Jagdambe,
Maa Bhawani,
Maa Sheetla,
Maa Vaishnao,
Maa Chandi,
Mata Rani Meri Aur Apki Manokamna Puri Karey..
JAI MATA DI.
Jitne Bhi Hai Jaha Pe, Unhi Ke Lal Hai Sare,
Unke Hi Isaro Pe Chalte, Ye Chand Aur Tare.
Pal Bhar Ke Liye Hi Sahi Maa Ko Yaad Kijiye,
Hogi Puri Tamna Jara Phariyad Kijiye.
Fortunate is the one who has learned to Admire, but not to envy.
Good Wishes for a joyous Navratri and a Happy New Year with a plenty of Peace and Prosperit
Khushian ho overflow, masti kabhi na ho low,
apno ka surur chaya rahe, Dil me bhari maya rahe,
shohrat ki ho bauchhar, aisa aaye aapke liye dandia ka tyohar!
Happy Navratri
Lakshmi Ka Hath Ho,
Saraswati Ka Sath Ho,
Ganesh Ka Niwas Ho,
Aur Maa Durga Ke
Ashirwad Se Aapke
Jeevan Mai Prakash Hi Prakash Ho…
Happy Navratri
Ramji Ki Mahima
Sita Maa Ka Dhairya
Lakshmana Ji Ka Tej Aur
Bharat Ji Ka Tyaag
Hum Sabko Jeevan Ki Seekh Deta Rahey.
Happy Chaitra Navratri.