Sharaab Shayari
Duriyaa Aasani Se Mitati Hai Sharaab,
Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai Sharaab….
Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam Me,
Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai Sharaab
Share By : Bindu Mahajan
Duriyaa Aasani Se Mitati Hai Sharaab,
Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai Sharaab….
Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam Me,
Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai Sharaab
Share By : Bindu Mahajan
Jo Tareef Husn Ki Ho Jo Deedar Ho Kisi Ka
Tabhi Husn-O-Rang Shabab Pe Hota Hai
Wo Jo Aankho Se Peete Hai Wohi Behekte Hai
Warna Kahaa Itna Nasha Sharaab Se Hota Hai