Dharti Se Aasman Ko Jo
Dharti Se Aasman Ko Jo, Naap Raha Hey
Ho Kar Khara Zameen Pe Khud, Kanp Raha Hey
Aghoosh Main Lipta Hey Naye, Saal Ka Manzar
Hoonton Pe Tabasum Hey Jigar, Kanp Raha Hey
Han Waqt-E-Sehar Khaab Yeh, Dekha Main Ney
Ik Zinda Basher Apna Kafan , Naap Raha Hey