Ek Sipaahi Tipu Sultan
Jo Lada Tha Sipaahiyon Ki Tarah
Aisa Bharat Mein Koi Baadshah Na Hua
Rooh To Ho Gayi Thi Tann Se Judaa
Haath Talwaar Se Judaa Na Hua
Jo Lada Tha Sipaahiyon Ki Tarah
Aisa Bharat Mein Koi Baadshah Na Hua
Rooh To Ho Gayi Thi Tann Se Judaa
Haath Talwaar Se Judaa Na Hua
Khuda Ne Socha Tha Ke Rahenge Sab Insaan Pyaar Se,
Zameen Pe Dekha To Armaan Lut’te Nazar Aate Hain
Juthe Wade Aur Rishton Se Jee Bharta Hai Insaan Ka,
Har Ek Ke Dil Me Bure Paigaam Nazar Aate Hain
Kuch To Rahaim Kiya Hota Khuda Pe Khudgarz Insaano,
Hathon Me Talwaar Liye Sare-Aam Nazar Aate Hain