Is Roop Ka Kya Kehna
Gusy Mein Ju Nikahr Hy
Is Roop Ka Kya Kehna
Kch Dair Aabhi Mujhse
Tumm Yun Hi Khaffa Rehna…!!!
Gusy Mein Ju Nikahr Hy
Is Roop Ka Kya Kehna
Kch Dair Aabhi Mujhse
Tumm Yun Hi Khaffa Rehna…!!!
Noor-E-Chand Hy Aaftab Hy,
Uska Husaan Tu Lajwab Hy
Jin Ki Deed Ko Tarasti Hai Hamari Nigahen,
Woh Paari Hy Ya Malikaa-E-Shabab Hy
Unki Zulfein Kaaali Raaat Ki Tarahan,
Uljho Tu Aik Khwab Hy,
Jheel C Hain Nigahein Unki
Gehri Ya Khuda Be Hisaab Hy,
Badaan Lachila, Hoonth Raseele, Jaise Ki Aik Gulaab Hy…!!!
Ek alfaz me kya tarif karon aapki,
aap alfazoon me kaha sama paoge ,
bas inta jaanlo k jab bhi baat chalegi dosti ki,
Jab Bhi Kabhi Mere Karib Aayega Vo
Dil Ko Khushion Se Bhar Jaayega Vo
Kho Jaaungi Uske Sapno Main Hi Phir
Pyaar ‘Sandhaya’ Pe Aise Lutayega Vo
Samete Hai Uski Yaadon K Phool Maine
Meri Yaadon Ko Maala Banayega Vo
Meri Khushian Thi Adhuri Uske Bina
Maang Ko Chand Taron Se Sajayega Vo
Bikhar Jaaungi Main Banke Bistar Uska
Jab Jaan Kehke Mujhko Bhulayega Vo
Kya Kahun Jab Karega Tarif Vo Meri
Sarmaungi Main Aur Tab Muskayega Vo
Dekhti Hun Main Khawab Roj Hi Kitne
Ankh Khulne Pe Sochu Kab Aayega Vo
Zakhm The Gehre Aur Naa Aaya Mujhe Unhe Seena
Uske Zakhmo K Bin Zindegi Kya Jeena
Agar Lafzo Me Teri Tarif Karunga Toh Tere Husn Ki Be adbi Hogi
Bas Tu Yeh Jaan le Chand Bhi Adhura Hai Tere BIna
Share with us more Tarif sms .in comments section below.