Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Urdu Jumma Mubarak Shayari messages

Ya Allah Is Jumma Ke Barbakat Din Hamare Gunah Maaf Farma

Posted in Jumma Mubarak Shayari by Rizwan

Ya Allah Is Jumma Ke Barbakat Din Hamare Gunah Maaf Farma

Wohi Rab Hy Jo Subha Neend Sy Bedr Krta Hy

Uss Insan Ko Jo Poora Din Khuda Ki Nafrmaniyaan Krta Hy

Kbhi Nach Ganna, Kbhi Jhout, Kbhi Soud

Kbhi Gaali, Kbhi Kuch

Aur Jb Raat Hoti Hy Toh Sula Dita Hy Or Aisy Soulata Hy

Jisy Poora Din Koi Bhi Nafrmani Na Ki Ho

Halaan Keh Zameen Pukr Uthi, Phir Ro Pary

Ya Allah Yeh Kia Ho Rha Hy

Toh Inko Pakrta Kyun Nhi

Toh Inko Mrta Kyun Nhi

Ijazt Dy Hm Inko Mita Dein

Allah Farmate Hain

Khamosh Raho, Main Iski Toba Ka Intezar Kr Raha Hoon

Kbhi Toh Toba Kry Ga

Kia Aisy Raheem Parwardigr Ki Hm Phir Bhi Nafrmani Karin Gy

Ya Allah Humein Maaf Farmma

Ameen

Jumma Mubarak Dosto…!!!