Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Urdu Shayari 140 Words messages

Mujhko Meri Jaan Bulata Ha Koi

Posted in Love Shayari by Rizwan

Deere Dheere Dil Main Utarta Jata Hay Koi
Mujhko Meri Jaan Bulata Ha Koi
Main Toot Ky Bikhr Jaoon, Yeh Mumkin Nhi
Bahot Piyaar Sy Saath Apny Mujhy Sulata Hay Koi..!!!

Dekho Mere Dil Main Toofan Kis Ka Hai

Posted in urdu poetry,Urdu Shayari,Urdu shayari by Rizwan

Dikho Meri Ankhoun Main Khawb Kis Ka Hay,
Dekho Mere Dil Main Toofan Kis Ka Hai,
Tum Kehty Ho Mery Dil Ky Rasty Sy Koi Nhi Guzra,
Toh Phir Yeh Pairoun Ky Nishaan Kisky Hain..!!!

Dost Hun Mein Tumhara Saya Nahi

Yaad Na Kro Gi Tu Sataoun Ga
Rootho Gi Tu Manaoun Ga
Ro Gyi Tu Hasaoun Ga
Dost Hun Mein Tumhara Saya Nahi
Jo Andhry Mein Saath Choor Jaoun Ga..!!!

Isi Se Jaan Gya Main Keh Waqt Thalne Lage

Posted in urdu poetry,Urdu shayari,Urdu Shayari by Rizwan

Isi Se Jaan Gya Main Keh Waqt Thalne Lage
Main Thaak Kr Chaaon Mein Bitha Tu Ped Chalny Lage
Dy Rha Tha Sahary Tu 1 Hajoom Mein Tha,
Jo Gir Pada Tu Rasta Badalny Lage…!!!

Humein To Uski Awaz Ne Deewana Bana Diya

Humein To Uski Awaz Ne Deewana Bana Diya,

Ay Yaaaron

Wrna Khud Gaarz Hy Woh Loog Jo Chehra Dekh Kr Pyar Karty Hain..!!!

Posted by: Awara “Naklbs”