Yaad Shayari in Hindi
Sari Umar Ankho Me Ek Sapna Yaad Raha,
Sadiyan Beet Gayi Jisme Wo Lamha Yaad Raha,
Na Jane Kya Baat Thi Unme,
Sari Mehfil Bhul Gaye Bus Wo Hi Ek Chahra Yaad Raha…
Share By : Syed Aslam
Sari Umar Ankho Me Ek Sapna Yaad Raha,
Sadiyan Beet Gayi Jisme Wo Lamha Yaad Raha,
Na Jane Kya Baat Thi Unme,
Sari Mehfil Bhul Gaye Bus Wo Hi Ek Chahra Yaad Raha…
Share By : Syed Aslam
Hichkion Ka Aana Ye Batata Hay
Koi Humain Yaad Kar K Khud Ko Rulata Hay
Dil Nahi Samajhta Magar Ye Tu Such Hay
Shiddat Se Yaad Hamain Bhi Koi Aata Hay