Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Yaad Shayari Collection messages

Yaad Shayari Collection shayari sms in Urdu for your friends. Yaad Shayari Collection poetry , ghazal , poem and sher o shayari in Hindi. Best 1 line , 2 line and 4 line Yaad Shayari Collection shayari Collection Online.

Teri Yaad Mujhe Poojti Hai

Posted in Yaad Shayari by Rizwan

Jisse Chaha Tha Bikharny Sy Bacha Ly Mujhko,
Kr Dia Tej Hawaon Ky Hawaale Mujhko,

Main Woh But Hun Keh Teri Yaad Mujhe Poojti Hai,
Phir Bhi Daar Hay Yeh Kahin Toor Na Daale Mujhko…!!!

Rishte Us Phool Ki Tarah Na Ho

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Rishte Us Phool Ki Tarah Na Ho
Jo Subah Khile Aur Sham Ko Murjha Jaye,

Balki Us Kaate Ki Trh Ho
Jo Ek Baar Chubhe Aur Baar Baar Yaad Aaye…boss

 

एय मौत मेरे करीब आ मेरे अपनो के

Posted in Yaad Shayari by Rizwan

एय मौत मेरे करीब आ मेरे अपनो के पास ना जा ज़रा मेरे नज़दीक आ मै तुझसे बहुत पयार करता हू ये सुन कर मेरे गले लगजा एय मौत मेरे करीब आ ! 😭

ओले गिरे थे सारी रात

Posted in Yaad Shayari by Rizwan

बारिश हुई थी बहुत तेज,
ओले गिरे थे सारी रात,
खिड़की से टकराती बूँदे चुप थी,
रही होगी कुछ बात।

तेज़ हवाए टकराई थी शीशो से,
दरीचे पर बैठे, मेरी झपकियाँ टूटी थी,
ठंडा था कमरा मेरा,
शायद कोई खिड़की खुली छुटी थी।
सारा आँगन टूटे पत्तो से भर गया था,
ये बूँदे याद लेकर आयी थी अपने साथ।
बारिश हुई थी बहुत तेज, ओले गिरे थे सारी रात।

सारी सड़के भीगी थी, भीगा था सारा आकाश।
में भी बैठा था चुप, खिड़की के पास,
गिरे थे तारे निचे जब बादल गरजे थे तेज।
ठिठुर रहे थे मेरे कमरे में, कुर्सी टेबल मेज।
याद है ऐसा ही कुछ हुआ था, थी हमारी पहली मुलाकात,
बारिश हुई थी बहुत तेज, ओले गिरे थे सरी रात।

Written by Rahul Uniyal

Tum Dil Ke Pass Itne Ho Keh

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Dooriyan Bahot Hain Pr Itna Samjh Lo,

Pass Rehkar Hi Koi Rishta Khas Nahi Hota,

Tum Dil Ky Pass Itne Ho Keh,Doori Ka Ehsas Nhi Hota…!!!

Agar Tum Mere Na Ho Sake To Koi Gham Nahi

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Dil Mein Bassa Aik Naam Hay

Apki Khushbu Tk Ki Mujhy Pehchan Hay

Agar Tum Mere Na Ho Sake To Koi Gham Nahi

Ishq Mein Lut Janna Ashiqun Ka Kaam Hay…!!!

Kise Yaad Na Aaye Aapki Ek Pal Ke Liye

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Chaly Gaye Ho Door Kuch Paal Ky Liye

Door Reh Kr Bhi Kareeb Ho Paal Paal Ky Liye

Kise Yaad Na Aaye Aapki Ek Pal Ke Liye

Dil Mein Rehty Ho Ap Hr Paal Ky Liye..!!!

Ye Soch Lena Bhulane Se Pehle

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Haqiqat Jaan Lo Judda Hony Sy Phley
Meri Sun Lo Apni Sunane Sy Phley
Yeh Soch Lena Bhulane Se Pehle
Bahot Royi Hain Yeh Ankhein Muskurne Sy Pehly..!!!

Wo Puchte Hain Keh Khwabo Me Kise Dekhte Ho

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Palkon Ko Kbhi Ham Ny Bhigoya Hi Nhi
Woh Sochty Hain Kr Hum Kbhi Roye Hi Nhi
Wo Puchte Hain Keh Khwabo Me Kise Dekhte Ho
Or Hum Hain Keh Unki Yaadoon Main Soyye Hi Nhi..!

Hamne To Bas Ek Nazar Dekha Aur Bas Unhi K Ho Gaye

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Is Kadr Hum Unki Muhabbat Mein Kho Gye,
Ki Ek Nazar Dekha Aur Bas Unhi K Ho Gaye,
Aankh Khuli Toh Aandhera Tha, Dikha Ek Spana Tha,
Ankh Band Ki Or Unhi Spano Mein Phir Kho Gye..!!!

Ek Pal Me Kisi Ko Bhula Na Dena

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Haasti Mit Jaati Hy Ashiya Banane Main,
Bahot Muskil Hoti Hay Apno Ko Samjny Main,
Ek Pal Me Kisi Ko Bhula Na Dena,
Zindgi Lag Jaati Hay Kisi Ko Apna Banane Main..!!!

Yaar Zindagi To Beet Jayegi

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Hum Sy Pochu Kia Hota Hay Paal Paal Bitna,
Bahot Mushkil Hota Hay Dil Ko Samjna,
Yaar Zindagi To Beet Jayegi,
Bus Mushkil Hota Hay Kuch Logon Ko Bhool Paana…!!!

Agar Milna Ho Ga To Milen Ge Khwabon Main

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Na Janny Saloon Baad Kisa Samma Ho Ga,
Hum Sb Doston Main Sy Kon Kahaan Ho Ga,
Phir Agr Milna Ho Ga To Milen Ge Khwabon Main,
Jisy Sukhy Gulab Milty Hain Kitabon Main..!!!

Milne Ki Khushi Hai Ya Bichadne Ka Gham

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Milne Ki Khushi Hai Ya Bichadne Ka Gham

Aankhon Mein Ansoo Hay Ya Uddas Hain Hum

Kisy Kahein Keh Kisy Hain Hum

Bs Itna Samj Leena Keh Tum Bin Bahot Akely Hy Hum..!!!

Tum Lakh Chupao Duniya Se Magar

Posted in yaad,Yaad Shayari by Rizwan

Chand Pr Kali Ghata Chaati Toh Hogi
Sitaroon Ko Muskuraht Ati Toh Hogi
Tum Lakh Chupao Duniya Se Magar
Akely Mein Tumhy Hamri Yaad Aati Toh Hoogi..!!!