Valentines day sms ,April fool sms 2014, Easter sms Wishes, Love quotes sayings, Romantic sms messages poetry & Sad text messages in Urdu and Hindi

Bewafa se Wafaa shayari

Sms posted in category 140 Words Shayari,Bewafa Shayari by admin

Uske khathonko phaad diya
Thasweeronko bhi jala diya
Jobhi nishaaniyaan hai unko khatham kardiya
Lekinnnnnnn…..
Hamari har saans me, meri har nas me jo samaa gaya
Hamare khayaalon me jo chaagaya
Hamein jo apna diwaana banaagaya
Saare dunian se bekhabar banaagaya
Kehtha tha hum uski zindagi hain, merehi zindagiko mujhse cheengaya
Kaisa a sitham kargaya
Jeethe ji mujhe maargaya
Aye sanam, yeh thoone kya kardiya?! kyaaaaa kardiya?!

This SMS message is submitted under following tags ,, , , , , ,

Post a comment / SMS