Chaand Nikla Tha Magar Raat Na Thi Pahli Si

Yeh Mulaqaat, Mulaqaat Na Thi Pheli Syi
Rang Kuch Kaam Tu Howa Aj Tere Milne Sy
Yeh Alag Baat Keh Woh Baat Naa Thi Pheli Syi..?

on January 13th, 2015 at 3:55 pm
Hello
on March 18th, 2015 at 3:11 pm
ab na yaad teri kabhi aye gi janaa’n mujhko..
ab na hona he kabhi sar ba gareba’n mujhko..
tm thay to baharo’n me ajab ronaq thi..
na lage ab to bahara’n bhi bahara’n mujhko..
u sada dete he’n ab koocha e yaar k log..
kabhi pagal kabhi majnoo’n kabhi nada’n mujhko..
ab kaha’n lout k jana he ye maloom nhi..
k ab to ghar bhi lage soorat e zindaa’n mujhko..
ye karam teri muhabbat se mila he janaa’n..
kar gye shehr me angusht e badandaa’n mujhko..
mujko gulshan me rehne ki tamanna thi Aseer..
le gye dost mere soo e bayabaa’n mujhko..
Ejaz Aseer..
on March 18th, 2015 at 3:12 pm

Ejax Aseer..